Sunday, July 18, 2010

..."... naa des mera, naa mitti meri; main hoon banzaraa meri hi zameen pe ..."...

... it seems the circumstances are not permitting me to write on some issues (some serious ones...) ... meanwhile... i went to watch the movie 'Lamhaa'... the whole experience was okay... my cousin's B'day and the pizza and the drive in drizzle and the movie of course... i feel the movie was a crap... if u have seen the 'The Hurt Locker' u will instantly notice the botched copy paste scenes...

... while i have 'experienced' some of the similar stories i can tell you that it was a very very bad attempt to make the movie this way...

... however some of the songs were beautiful and one of it was the 'Main Kaun Hoon' ... following are the lyrics and i would say it's better to get the audio cd and read the reviews in the newspapers...

--------------------------------------------------------
welcome to kashmir
yahaan ka mausam aur mahol kabhi bhi badal sakta hai

bullah kahe, tu kuch bhi nahi
main bhi kahun, main kuch bhi nahi
bullah kahe, tu kuch bhi nahi
main kuch bhi nahi

na dais mera, na matti meri
main hun banjara meri hi zameen pe
main kaun hoon
kyun apne jahaan mein
main hun ajnabi
main kaun hoon

this long cannot go
panditon ke naam par
kashmiriyat ke naam par
aazadi ke naam par
sabhi shaamil hain


naa jaane kyun aisa hogaya
begaani huwi apni jagah
naa jaane kyun apni hi taraf
uthti hain sabhi ki ungliyan
ab to yaqeen khud pe bhi nahi
anjaana hai har lamha yahaan
nazrain churaey, aankhain jhukaey
kab tak jiyen ham is tarah
kesi khata thi jo yeh saza di
ham ko kahin ka na rakha

jannat thi apni sarzameen
sufi ham ko kehte sabhi
ab to koi mujrim, koi aatangi keh raha

main kaun hoon
kyun apne jahaan mein
main hun ajnabi
main kaun hoon

na dais mera, na matti meri
main hun banjara meri hi zameen pe
main kaun hoon

chehre to sab ke hain haseen
par dil mein hai bas aag hi
bujhti nahi jo jal rahi
jo puche barhaa

main kaun hoon
kyun apne jahaan mein
main hun ajnabi
main kaun hoon....

No comments:

Post a Comment